aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai
aap ki nigah ne kaha to kuch jaroor hai

khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai
ghatah se jaise chan rahi subah subah ki dhoop hai
jidhar najar moodi jidhar najar moodi
jidhar najar moodi udhar suroor hi suroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai
aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai
jhooki jhooki nigah mein bhi hai balaan ki shaukhiyaan

dabi dabi haseen mein bhi tadap rahi hai beejliyaan
shabab aapka shabab aapka
shabab aapka nashen mein khud hi choor choor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai
aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai
jaahan jahaan pade kadam wahan fiza badal gayi

ke jaise sar basar bahar aap hi mein dhal gayi
kisi mein ye kashish, kisi mein ye kashish
kisi mein ye kashish, kahan jo aap mein hujur hai
aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai
aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai
aap ki nigah ne kaha to kuch jaroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

No comments:
Post a Comment