Wednesday, May 25, 2011

बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए - Wajid Ali Shah


बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए
बाबुल मोरा, नैहर छूटो ही जाए
चार कहार मिल, मोरी डोलिया सजावें (उठायें)
मोरा अपना बेगाना छूटो जाए | बाबुल मोरा ...
आँगना तो पर्बत भयो और देहरी भयी बिदेश
जाए बाबुल घर आपनो मैं चली पीया के देश | बाबुल मोरा ...
-  Wajid Ali Shah

Sunday, May 8, 2011

ye hawa, ye raat ye chaandani sung by Talat Mahmood



ye hawa, ye raat ye chaandani,
teri ek ada pe nisaar hain

muze kyo naa ho teri aarjoo,
teri  justajoo mein bahaar hai

tuze kyaa khabar hai, o bekhabar

teri ek najar mein hain kyaa asar

jo gajab mein aaye to kahar hai

jo ho meharabaan to karaar hai

muze kyo naa ho teri aarjoo,
teri  justajoo mein bahaar hai

ye hawa, ye raat ye chaandani
teri baat baat hain dilnasheen
koi tuz se badh ke naheen haseen
hai kali kali mein jo mastiyaan
teri aankh kaa ye khumaar hai 

muze kyo naa ho teri aarjoo,
teri  justajoo mein bahaar hai
ye hawa, ye raat ye chaandani
teri ek ada pe nisaar hain

-Rajendra Krishna

aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai - Sung by Rafi the great


aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

aap ki nigah ne kaha to kuch jaroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai 
ghatah se jaise chan rahi subah subah  ki dhoop hai

jidhar najar moodi jidhar najar moodi 
jidhar najar moodi udhar suroor hi suroor hai

mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

jhooki jhooki nigah mein bhi hai balaan ki shaukhiyaan
jhooki jhooki nigah mein bhi hai balaan ki shaukhiyaan


dabi dabi haseen mein bhi tadap rahi hai beejliyaan
shabab aapka shabab aapka 
shabab aapka nashen mein khud hi choor choor hai 

mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

jaahan jahaan pade kadam wahan fiza badal gayi
jaahan jahaan pade kadam wahan fiza badal gayi



ke jaise sar basar bahar aap hi mein dhal gayi 
kisi mein ye kashish,  kisi mein ye kashish
kisi mein ye kashish, kahan jo aap mein hujur hai

aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

aap ki haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

aap ki nigah ne kaha to kuch jaroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kasoor hai

Yeh haste hue phool, ye mehka hua gulshan


Yeh haste hue phool, ye mehka hua gulshan,
Yeh rang mein aur noor mein, doobi hui rahen,

Yeh phoolonka ras peete machalate hue bhaware,
mein doon bhi to kya doon mein shaukh najaaro,
Le de ke mere pass, kuch aansu hain kuch aahen